Full Lyrics
Manzil na de charag na de hosla to de
tinke ke ka hi sahi tu magar aasara to de
maine ye kab kaha ke mere haq me ho jawaab
lekin khamosh kyun hey tun koi faisla to de
barson mein tere naam par khata raha fareb
mere khuda kahan hai tun apna pata to de
Beshak mere naseeb par rakh apna ekhtiyar
lekin mere naseeb main kya hai bata to de
No comments:
Post a Comment