Sunday, March 13, 2011

Kanton se daman uljhana meri aadat hai Jagjit Singh Full Lyrics

Full Lyrics
Kanton se daman uljhana meri aadat hai
dil mein paraya dard basana meri aadat hai
mera gala agar kat jaaye to tujh par kiya ilzaam
har qatil ko gale lagana meri aadat hai
jin ko duniya ne thoukraya jin se hain sab dour
aise logo ko apnana meri aadat hai
sab ki baate sun leta hon main chupchap magar
apni dil ki karte jaana meri aadat hai
.....
Download Mp3 ( right click on the link and choose "save target as" to download this mp3)