Monday, March 7, 2011

Kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah Chitra Singh Full Lyrics Video Audio

Full Lyrics
Kabhi to khul ke baras ab ke meherbaan ki tarah
mera wajood hai jalte huye makan kee tarah
main ik khwaab sahee aapki amaanat hoon
mujhe sanbhaaL ke rakhiyegaa jism-o-jaan ki tarah
kabhi to soch ke wo saksh kis kadar tha buland
jo bichh gaya tere kadmon mein aasmaan ki tarah
bula rahaa hai mujhe phir kisi badan ka basanth
guzar na jaaye ye ruth bhi kahin khizaan ki tarah

No comments:

Post a Comment