Sunday, March 6, 2011

Dil ko gham-e-hayaat gawaara hai in dino Chitra Singh full lyrics

Lyrics
Dil ko gham-e-hayaat gawaara hai in dino
pehle jo dard tha wahi chaara hai in dino
ye dil zara sa dil teri yaadon mein kho gaya
zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dino
tum aa sako to shab ko badha doon kuch aur bhi
apne kahe mein subho ka taara hai in dino
...
Download Mp3 ( right click on the link and choose "save target as" to download this mp3)

No comments:

Post a Comment